Перейти к содержимому

Milne Ki Tum Koshish Karna - Dil Ka Kya Kasoor | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Prithvi & Divya Bharti

Bollywood Sanam Teri

0:00 / 0:00

Milne Ki Tum Koshish Karna - Dil Ka Kya Kasoor | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Prithvi & Divya Bharti

15 084 просмотра · 1 день назад
Bollywood Sanam Teri
133 тыс. подписчиков
15 084 просмотра · 1 день назад
Milne Ki Tum Koshish Karna - Dil Ka Kya Kasoor | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Prithvi & Divya Bharti Milne Ki Tum Koshish Karna - Full Lyrics (Male - Kumar Sanu) Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai Jab bhi tera jee chahe, tu paas mere aa jaana Mera pyaar bas tere liye hai, tu na kabhi ghabraana Jab bhi tera jee chahe, tu paas mere aa jaana Mera pyaar bas tere liye hai, tu na kabhi ghabraana Lekin sapnon mein milne ki, kabhi na koshish karna Lekin sapnon mein milne ki, kabhi na koshish karna Sapna to toot jaata hai, sapna to toot jaata hai Sapna to toot jaata hai, sapna to toot jaata hai Hoti hai bedard bahut hi, is duniya ki rasmein Mushkil kar deti hai nibhaana, pyaar wafa ki kasmein Hoti hai bedard bahut hi, is duniya ki rasmein Mushkil kar deti hai nibhaana, pyaar wafa ki kasmein Sheeshe jaise armaan lekar, raahon se na guzarna Sheeshe jaise armaan lekar, raahon se na guzarna Sheesha to toot jaata hai, sheesha to toot jaata hai Sheesha to toot jaata hai, sheesha to toot jaata hai Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai