हिसार से पटियाला मां काली माता मंदिर जहां पर शराब का भोग लगता है #punjab #yatra #patiyala
Yatra1000
0:00 / 0:00
हिसार से पटियाला मां काली माता मंदिर जहां पर शराब का भोग लगता है #punjab #yatra #patiyala
75 просмотров · 7 дней назад
Yatra1000
26 подписчиков
75 просмотров · 7 дней назад
🙏🚩 JAI MAA KALI MATA 🙏❤️ | PATIALA MANDIR DARSHAN 🚩🙏
Jai Mata Di 🙏❤️✨
Is video mein hum gaye Punjab ke Patiala mein Maa Kali Mata Mandir ke darshan karne 🙏🚩 Maa Kali Mata ka aashirwad lene aur mandir ke pavitra darshan karne ka anubhav hi alag hai ❤️🙏
Maa Kali Mata sabhi bhakton ki manokamna poori karein aur sabke ghar mein sukh, shanti aur khushiyan banaye rakhein 🙏❤️
🚗 Travel Expense Update: 🛣️ Ek side ka toll tax laga ₹345 💸
Agar aapko video pasand aaye toh video ko LIKE 👍 karein, apne doston aur family ke saath SHARE ❤️ karein aur channel ko SUBSCRIBE 🔔 karna mat bhoolna.
Comment mein JAI MATA DI 🙏🚩 zaroor likhna ❤️🔥
Maa Kali Mata sab par apni kripa banaye rakhein 🙏✨
❤️ JAI MAA KALI MATA ❤️ 🚩 JAI MATA DI 🚩
#MaaKaliMata #Patiala #KaliMataMandir #JaiMataDi #MandirDarshan #PunjabVlog #PatialaVlog #TempleVlog #ReligiousVlog #TravelVlog #PunjabiVlogger #Indian