Перейти к содержимому

गेहूं का आटा और गुड़ का क्रिस्पी बिस्कुट कैसे बनाएं |आटा का बिस्कुट बनाने का आसान तरीका |

Ujala Daily Life

0:00 / 0:00

गेहूं का आटा और गुड़ का क्रिस्पी बिस्कुट कैसे बनाएं |आटा का बिस्कुट बनाने का आसान तरीका |

11 просмотров · 1 день назад
Ujala Daily Life
252 подписчика
11 просмотров · 1 день назад
👋 hello doston kaise ho aap sabhi to Aaj humne banaya hai bahut hi testi aur crispy gehun ke aate ka biscuit to chalo main aapko batati Hun ki yah biscuit humne kaise banaya hai agar aapko video mein kuchh samajh mein nahin aaya Na to aap yah hamare description mein jakar aap yahan per dekh lijiyega ki humne yahan per ismein kya-kya dala hai to chalo aapko bata deti hun yahan per humne ismein Kya Kya dalkar isko banaya Hai yah biscuit to yahan per aapko karna kya hai kadhai leni hai usmein dalna hai gud uske bad yahan per ghi aur dudh dalkar mix kar lena hai uske bad dalna hai aapko ek katori suji ek katori gehun ka aata uske bad dry fruit Dal denge isko mix kar lenge uske bad biscuit ka shape De denge isko Garma garam oli mein fry kar lenge to aap bhi is tarike se yah wali biscuit Ghar per jarur banaen agar aapko bhi is tarike ki video pasand hai na to aap hamare channel ko like subscribe jarur kar dijiyega