Zaalima Lyrics | Raees | Arijit Singh, Harshdeep Kaur | Animated Lyric Video
Tasveeri Bol | Animated Hindi Lyrics
0:00 / 0:00
Zaalima Lyrics | Raees | Arijit Singh, Harshdeep Kaur | Animated Lyric Video
207 просмотров · 10 дн. назад
Tasveeri Bol | Animated Hindi Lyrics
11 подписчиков
207 просмотров · 10 дн. назад
Zaalima lyrics from Raees (2017), animated line by line. Arijit Singh and Harshdeep Kaur's romantic hit, with every line turned into a picture.
Song: Zaalima
Film: Raees
Singers: Arijit Singh, Harshdeep Kaur
Music: JAM8
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Label: Zee Music Company
LYRICS
Jo tere khatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi
Kya usse behkana
O zaalima o zaalima
Jo tere khatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi
Kya usse behkana
O zaalima o zaalima
Ankhein marhaba
Baatein marhaba
Main sau martaba
Deewana hua
Mera na raha
Jab se dil mera
Tere husn ka
Nishana hua
Jiski har dhadkan tu ho aise
Dil ko kya dhadkana
O zaalima o zaalima
Jo tere khatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Saason mein
Teri nazdeekiyon ka
Ittar tu ghol de... ghol de
Main hi kyun
Ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de... bol de
Saason mein
Teri nazdeekiyon ka
Ittar tu ghol de... ghol de
Main hi kyun
Ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de... bol de
Le ke jaan hi
Jayega meri
Kaatil har tera
Bahana hua
Tujhse hi shuru
Tujhpe hi khatam
Mere pyar ka
Fasana hua
Tu shamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hoon parwana
O zaalima o zaalima
Jo tere khatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Deedaar tera milne ke baad hi
Chhote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima
Main kehlaayi
Kyu is tarah se duniya jahan
Mein karta hai meri rusvayi
Tera kasoor or zalima mein kehlaayi
Deedaar tera milne ke baad hi
Chhote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima
Main kehlaayi
Tu hi bata de kyun zaalima
Main kehlaayi
Which song should I animate next? Tell me in the comments.
New animated Hindi lyric videos every Monday to Saturday at 7 PM IST.
Subscribe to Tasveeri Bol: har bol, ek tasveer.
#Zaalima #ArijitSingh #HindiLyrics