Bigde Hue Ban Jate Hain Sab Kaam Madine Mein | Emotional Naat Sharif | Mohammad Shariq | 4K
Mohammad Shariq
0:00 / 0:00
Bigde Hue Ban Jate Hain Sab Kaam Madine Mein | Emotional Naat Sharif | Mohammad Shariq | 4K
14 429 просмотров · 2 мес. назад
Mohammad Shariq
619 тыс. подписчиков
14 429 просмотров · 2 мес. назад
Bigde Hue Ban Jate Hain Sab Kaam Madine Mein 🥺❤️ | Emotional Naat Sharif | Mohammad Shariq | 4K | Rabi ul Awwal Special ❤️
🎙️ Voice: Mohammad Shariq
✍️ Written By: Rasheedi Sahab
🎬 Video: Faeez Candid & Cinema
🎧 Audio: MR Studio Productions
📸 DOP: Zaiddotcom
✂️ Editor: Mohammad Jasir
💡 Lightman: Muaaz Pathan
🎨 Thumbnail: Mohammad Shariq
🌹 Special Thanks: Alif Perfumes
🏷️ Presented By: AAFIYAT RECORDS
🌹 NAAT LYRICS 🌹
Bigre Hue Ban Jate Hain Sab Kaam Madine Mein
[Chorus]
Bigre hue ban jate hain sab kaam Madine mein
Bigre hue ban jate hain sab kaam Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
[Verse 1]
Khwahish mujhe duniya ki na shauq hai jeene ka
Khwahish mujhe duniya ki na shauq hai jeene ka
Ik dil mein tamanna hai marne ki Madine mein
Ik dil mein tamanna hai marne ki Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
Bigre hue ban jate hain sab kaam Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
[Verse 2]
Is baar agar ho jaye yun nazre karam mujh par
Is baar agar ho jaye yun nazre karam mujh par
Jab jaun Madine mein reh jaun Madine mein
Jab jaun Madine mein reh jaun Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
[Verse 3]
Mera dil dharkan jigar sanson ki manzil aap hain
Dard ki maujon mein ik rahat ka sahil aap hain
Jaan lutayi jaye jis par uske qabil aap hain
Ishq ka maqsud hai maqsad hai hasil aap hain
Meri sanson ki rawani aap ki khatir huzoor
Hai fida kul zindagani aap ki khatir huzoor
[Verse 4]
Aap ka har qaul Aaqa mo'tabar mere liye
Aap ke kadmon ka zarra hai qamar mere liye
Aap ka didar meraje nazar mere liye
Aap ke nalain aqdas taje sar mere liye
Aap se mansub har shay se aqidat hai huzoor
Sab se barhkar aap se mujhko mohabbat hai huzoor
[Verse 5]
Jab Gumbade Khazra se anwar baraste hain
Jab Gumbade Khazra se anwar baraste hain
Dil chahta hai hoti rahe barsat Madine mein
Dil chahta hai hoti rahe barsat Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
[Verse 6]
Yarane Muhammad ki kya shan nirali hai
Yarane Muhammad ki kya shan nirali hai
Soye hain qayamat tak wo yaar Madine mein
Soye hain qayamat tak wo yaar Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein
Bigre hue ban jate hain sab kaam Madine mein
Aate hain jahan bhar ke Sultan Madine mein ❤️
Agar aapko ye Naat Sharif pasand aaye to Like 👍🏻, Share 🤍 aur Subscribe 🔔 zaroor karein.
Apne doston aur family ke saath bhi ye beautiful Naat share karein, taake zyada se zyada log is kalam ko sun saken. ❤️
Duaon mein yaad rakhiye. 🤲🏻
#BigdeHueBanJateHai #MohammadShariq #NaatSharif #HeartTouchingNaat #Madina #MadinaSharif #Naat #IslamicNaat #AafiyatRecords #Naat2026 #BeautifulNaat #EmotionalNaat #Madinah #IslamicVideo
Zikr | 1000 Times
• Astaghfirullah 1000 Times | Zikr | Dhikr |...
Zikr | Listen Daily | Mohammad Shariq: • Zikr | Listen Daily | Mohammad Shariq
Mustafa Mustafa | Assalam Assalam | Naat Sharif | Mohammad Shariq ft. Mohammad Hashim
• Mustafa Mustafa | Assalam Assalam | Naat S...
BEST OF MOHAMMAD SHARIQ
• Best Of Mohammad Shariq
Aye Ishq E Nabi | Salam Us Par | New Rabi Ul Awal Naat Sharif ᴴᴰ | Mohammad Shariq
• Aye Ishq E Nabi | Salam Us Par | New Rabi ...
Meri Kismat | Naat Sharif | Mohammad Shariq | Official Video
• Meri Kismat | Naat Sharif | Mohammad Shari...
40 Durood Sharif
• 40 Durood Sharif | Listen Daily | Salam Sa...
Daily Zikr Playlist
Zikr | Listen Daily | Mohammad Shariq: • Zikr | Listen Daily | Mohammad Shariq
40 Rabbana Series Playlist
• 40 Rabbana | Dua From Quran | WhatsApp Status
Quran WhatsApp Status Playlist
Qur'an | WhatsApp Status | Series: • Qur'an | WhatsApp Status | Series
Subscribe Our Channel For More Videos
/ @mohammadshariq
© Copyright Notice
All content on this channel is the property of Mohammad Shariq and is protected by copyright law.
If you wish to upload or share any of our videos, you must:
• Keep the video fully branded under Mohammad Shariq (including logo and channel link).
• Clearly credit the original source.
• Obtain prior written permission from us before uploading.
📌 Official Channel Link:
/ @mohammadshariq
📧 For permission requests, contact:
prshariqq@gmail.com
Unauthorized use, re-uploading, or modification of our content without permission is strictly prohibited.
JazakAllahu Khairan