कम समय में ज़्यादा पैसा कमाने के 7 तरीके || 7 Types of income you can earn
Money Wise Decisions
0:00 / 0:00
कम समय में ज़्यादा पैसा कमाने के 7 तरीके || 7 Types of income you can earn
152 просмотра · 9 дн. назад
Money Wise Decisions
38 подписчиков
152 просмотра · 9 дн. назад
Aakhir aisa kyun hota hai ki ek ameer insan kam kaam karne ke bawjood din ba din ameer hota jata hai, jabki ek average insan 8 se 10 ghante mehnat karne ke baad bhi financially stable nahi reh pata? Iska jawab chupa hai Income Sources mein!
Is video mein hum baat karenge 7 Different Types of Income Sources ke baare mein jo ameer log use karte hain. Aapko pata chalega ki kaise active income se lekar passive income, royalty, aur capital gains tak, alag-alag tareeqon se paisa kamaya jata hai.
📌 Video Ke Main Highlights:
No. 1 Earned Income (Salary): Active income aur iske limitations jaise time aur tax ke baare mein.
No. 2 Profitable Income: Business shuru karke active aur passive profitable income kaise banayein.
No. 3 Interest Income: Paise par byaj (interest) kamaane ka passive tarika.
No. 4 Rental Income: Property aur assets se har mahine fixed income kaise earn karein.
No. 5 Royalty Income: Ek baar kaam karo aur saalo-saal paisa kamao (jaise books, movies, aur YouTube).
No. 6 Dividend Income: Share market aur stocks ke through company profits ka hissa pana.
No. 7 Capital Gains: Assets ko unke purchase price se behtar price par bechkar profit kamana aur tax bachana.
Agar yeh video aapko pasand aaye toh Like zaroor karein! Humein comment karke batayein ki abhi aapke paas kitne income sources hain. Aur gareebi se ameeri tak jaane wali levels wali video ko end screen par zaroor dekhein!