Перейти к содержимому

Jumla Inshaiya Ki Aqsam farq aur Mukammal Wazahat | Nahw Mir Sharif Lesson 5

Ibarat Academy

0:00 / 0:00

Jumla Inshaiya Ki Aqsam farq aur Mukammal Wazahat | Nahw Mir Sharif Lesson 5

0 просмотров · 2 дня назад
Ibarat Academy
2 подписчика
0 просмотров · 2 дня назад
Jumla Inshaiya Ki 10 Aqsam kya hain? Nahw Mir Sharif ke Lesson 4 mein hum ne Jumla Inshaiya ki tamam 10 aqsam ke naam aur un mein se 3 aqsam ki tafseeli wazahat ki hai. Is sabaq mein Jumla Inshaiya ki 10 aqsam ka taaruf karwaya gaya hai, jabke 3 aqsam ko tafseel ke sath samjhaya gaya hai. Baqi 7 aqsam In Sha Allah aglay sabaq mein bayan ki jayengi. Ye Nahw Mir Sharif Course ka Lesson 4 hai, jahan Arabi Nahw aur Arabi Grammar ke aham qawaid ko asaan aur marhala war andaz mein samjhaya ja raha hai. Agar aap Nahw Mir Sharif, Arabi Grammar, Ilm-e-Nahw aur Arabi Qawaid seekhna chahte hain to Ibarat Academy ko Subscribe karein. Agli video mein Jumla Inshaiya ki baqi 7 aqsam ki tafseel In Sha Allah bayan ki jayegi. #NahwMirSharif #JumlaInshaiya #ArabicGrammar #IlmENahw #ArabiQawaid #IbaratAcademy