Перейти к содержимому

Agar Yeh Ayat Hamari Kitaab Mein Nazil Hoti To Hamare Liye Eid Ka Din Hota | Aaj Ki Hadees

Niqaab Wali Vlogger

0:00 / 0:00

Agar Yeh Ayat Hamari Kitaab Mein Nazil Hoti To Hamare Liye Eid Ka Din Hota | Aaj Ki Hadees

82 просмотра · 9 дн. назад
Niqaab Wali Vlogger
240 подписчиков
82 просмотра · 9 дн. назад
Ek Yahudi shakhs ne Hazrat Umar رضی اللہ عنہ se kaha ke agar yeh ayat hamari kitaab mein nazil hoti to hum us din ko Eid ka din bana lete. Lekin yeh kaunsi ayat thi? Yeh ayat kab aur kahan nazil hui? Aur “Aaj Maine Tumhare Liye Tumhara Deen Mukammal Kar Diya” ka asal matlab kya hai? Is video mein aaj ki hadees ki mukammal aur asaan tashreeh Quran o Hadees ki roshni mein bayan ki gayi hai. 🤍 📖 Surah Al-Maidah: 3 📚 Sahih Bukhari: 45 Allah Ta'ala humein Quran o Sunnat ko samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen. 🤲 #AajKiHadees #Hadees #IslamicVlog #IslamicReminder #SahihBukhari #Quran #SurahMaidah #IslamicVideo #HadeesKiTashreeh #QuranOHadees #IslamicKnowledge #UrduIslamicVideo #Islam #Hadith #Quran