तेरे नैना क्यों भर आये (I) HD - गीत - राजेंद्र कुमार, माला सिन्हा - लता मंगेशकर - Old Is Gold
Goldmines Gaane Sune Ansune
0:00 / 0:00
तेरे नैना क्यों भर आये (I) HD - गीत - राजेंद्र कुमार, माला सिन्हा - लता मंगेशकर - Old Is Gold
711 915 просмотров · 4 года назад
Goldmines Gaane Sune Ansune
49,4 млн подписчиков
711 915 просмотров · 4 года назад
Song:- Tere Naina Kyon Bhar Aaye (I)
Singer(s):- Lata Mangeshkar
Movie:- Geet (1970)
Music Director:- Kalyanji-Anandji
Lyricist: Hasrat Jaipuri
#GoldminesGaaneSuneAnsune #RajendraKumar #MalaSinha #LataMangeshkar #Geet #OldSongs
Lyrics:-
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Wo Hai Sabka Rakhvala
Tu Kahe Ko Ghabraye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Ye Aansu Aur Ye Dukh
Sare Le Ja Prabhu Ke Dware
Le Ja Prabhu Ke Dware
Wo Hi Tuti Aas Bandhaye
Bigade Kaj Sanvare
Bigade Kaj Sanvare
Dwar Se Uske Koyi Khali
Hath Naa Vapas Jaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Jeevan Ki Yeh Dhup Chhanv
Sab Hai Khel Tamasha
Sab Hai Khel Tamasha
Mann Se Aankh Michauli
Khele Aasha Aur Nirasha
Khele Aasha Aur Nirasha
Aaj Hai Dukh To Kal Sukh
Hoga Kahe Nir Bahaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye
Tere Naina Kyo Bhar Aaye.