Dukandaron Ke Liye Sirf 1% Tax! FBR Ki Nayi Scheme 2026 | Lekin Ye Shart Zaroor Sunein
Adv. Khalid Bari
0:00 / 0:00
Dukandaron Ke Liye Sirf 1% Tax! FBR Ki Nayi Scheme 2026 | Lekin Ye Shart Zaroor Sunein
2 734 просмотра · 3 мес. назад
Adv. Khalid Bari
109 тыс. подписчиков
2 734 просмотра · 3 мес. назад
FBR ne 14 July 2026 ko draft notification S.R.O. 1109(I)/2026 jari ki hai jisme chhote dukandaron (small shopkeepers) ke liye Special Procedure propose kiya gaya hai — Income Tax Ordinance 2001 ke Section 99B ke tehat.
Is video mein aap janenge:
Ye scheme kis dukandar ke liye hai (PKR 200 million turnover limit)
Kaun is scheme se bahar hai (Tier-1 retailers, jewellers, professionals)
1% gross turnover tax kaise calculate hoga
PKR 25,000 minimum cash payment ki shart
Refund kyun nahi milega
Normal return behtar hai ya ye scheme?
Note: Ye abhi DRAFT notification hai. FBR ne 7 din ke andar objections/suggestions mangi hain. Final SRO mein tabdeeli mumkin hai.
Consultation aur services ke liye:
WhatsApp: +92 300 7011300
Booking: mentoga.com/KhalidBari
Website: advkhalidbari.com
WhatsApp Catalogue: wa.me/c/923007011300
Al-Khalid Law Firm
#FBR #TaxNews #Shopkeepers #SRO1109 #IncomeTax #Pakistan #TaxYear2026 #SmallBusiness #FilerBenefits #AdvKhalidBari #TaxScheme #RetailersTax