50 Saal Pehle Ke Shehar Kaise Hote Thay? | Old Pakistan | Purani Yaadein 90s
Yaadon Ka Safar 90s
0:00 / 0:00
50 Saal Pehle Ke Shehar Kaise Hote Thay? | Old Pakistan | Purani Yaadein 90s
10 214 просмотров · 1 месяц назад
Yaadon Ka Safar 90s
4,88 тыс. подписчиков
10 214 просмотров · 1 месяц назад
50 Saal Pehle Shehron Mein Zindagi Kaisi Thi? | Purani Yaadein | Old Pakistan
50 saal pehle Pakistan ke shehron mein zindagi kaisi hoti thi? Jab safar mushkil tha, rabtay slow thay, letters ka intezar hota tha, chai khanay mein dost miltay thay, railway station par milna aur bicharna hota tha, aur ek black & white TV poore mohallay ki khushi ban jata tha.
Is video mein hum usi purane Pakistan ka safar karte hain — purane shehar, purani galiyan, purane log aur wo gehre rishtay jo waqt ke saath kahin peeche reh gayin. Yeh sirf 50 saal purani kahani nahi, yeh hum sab ki yaadon ka hissa hai.
Yeh video Purani Yaadein, Old Pakistan, Purana Pakistan, 90s Pakistan aur Pakistan History se dilchaspi rakhne walon ke liye hai. Voice-over original audio hai.
⏱ Timestamps:
0:00 Shehron mein nayi zindagi
0:49 Black & white TV ka daur
1:16 Cycle se motorcycle tak
2:16 Chitthi aur dak khana
2:54 Telephone aur PCO
3:37 Chai khana aur mehfil
4:33 Railway station
5:07 Bus ki safar
5:42 Purana Pakistan — sada zindagi
Agar aapko bhi apne bachpan ki yaadein yaad aati hain, to comment mein apni yaad share karein aur channel Yaadon Ka Safar 90s ko subscribe kar lein.
#YaadonKaSafar90s #PuraniYaadein #OldPakistan #PuranaPakistan #90sPakistan #GoodOldDays #90sNostalgia