Перейти к содержимому

Hatya Haran Tirth || Bhaskar Kund || Naimisharanya Tirth || हत्या हरण तीर्थ हरदोई

Travel With Atul S

0:00 / 0:00

Hatya Haran Tirth || Bhaskar Kund || Naimisharanya Tirth || हत्या हरण तीर्थ हरदोई

6 095 просмотров · 4 г. назад
Travel With Atul S
3,01 тыс. подписчиков
6 095 просмотров · 4 г. назад
Hatya Haran Tirth || Bhaskar Kund || Naimisharanya Tirth || हत्या हरण तीर्थ हरदोई namaskar doston aap Dekh Rahe Hain Hatya Haran Tirth ki video yah Hatya Haran Tirth Uttar Pradesh ke Janpad Hardoi Mein sthit Hai yah Tirth bemisaran ne Kshetra Mein Aata Hai yahan Kafi Prachin hatyaharan Tirth sthit Hai Jisko Bhaskar Kund ke naam se bhi Jana jata hai yahan per Panchmukhi Shiv ji ka mandir hai Shivling hai aur Kai Mandir Hain Sath hi Sath Yahan per hajaron varsh purane bargad Ke Do Vishal vruksh bhi hai yah Tirth panchkoshi Parikrama Ke antargat Aata Hai yah Tirth Sitapur Janpad ke nikat sthit Hai Lucknow ki Duri yahan se 80 kilometer hai Hatya Haran Tirth pahunchne ke liye aap train se Lucknow se Sandila station per bhi Utar sakte hain aur beniganj railway station se bhi hatyaharan Tirth pahuncha Ja sakta hai aur apne sadhan se bhi aap Yahan pahunch sakte hain #Hatyaharantirth #hatyaharan #bhaskarkundhatyaharan #naimisharanya #naimishdarshan #travelwithatuls #shivmandir #tirthhatyaharan #हत्याहरण_तीर्थ hatyaran Tirth kahan hai