Saudi Arabia Mein Meri Zindagi 🇸🇦 | Kaam Par Jaate Hue Mera 2nd Vlog
Zain Asghar vlog
0:00 / 0:00
Saudi Arabia Mein Meri Zindagi 🇸🇦 | Kaam Par Jaate Hue Mera 2nd Vlog
101 просмотр · 2 нед. назад
Zain Asghar vlog
11 подписчиков
101 просмотр · 2 нед. назад
Assalam-o-Alaikum Dosto! ❤️🇸🇦
Welcome to my second vlog! ❤️
Aaj ke vlog mein aap dekhenge Saudi Arabia mein meri daily life aur kaam par jaane ka safar. Main koshish kar raha hoon ke aapke saath apni real life ke moments share karun aur camera ke saamne apni journey ko behtar bana sakun.
Agar aapko meri videos pasand aati hain to video ko Like karein, apni rai Comment mein batayein aur channel ko Subscribe karna na bhoolen.
Aap sab ki support mere liye bohat important hai. ❤️
#SaudiArabiaVlog #DailyVlog #PakistanVlogger