Перейти к содержимому

Little Singham in Underwater Dwarka | PUNYA ASTRA | Shanka Daitya Ka Attack

Big Animation

0:00 / 0:00

Little Singham in Underwater Dwarka | PUNYA ASTRA | Shanka Daitya Ka Attack

548 638 просмотров · 1 мес. назад
Big Animation
7,25 млн подписчиков
548 638 просмотров · 1 мес. назад
Saptalok ke safar ka aakhri aur sabse mushkil padaav aa chuka hai! Little Singham aur Little Krishna pahunche hain samudra ke andar chhipi hui rahasyamayi Dwarka Nagri! Yahan unhe hasil karna hai Punya Astra ka aakhri aur sabse zaroori ansh: Aatmavishwas (Self-Confidence) ka Punya! Lekin yahan unka rasta rokne aata hai Kaal Rakshas ka sabse shatir daitya - Shanka (Doubt)! Woh apne jaadui Chakravyuh aur mind-games se Little Singham ke aatmavishwas ko todne ki koshish karta hai, taaki Punya Astra kabhi poora na ho sake! Little Singham aur Krishna is aakhri chunauti ko paar kar payenge? Jaanne ke liye dekhiye yeh action-packed episode! Like, Share aur Subscribe karna mat bhoolna! #littlesingham #littlekrishna #dwarka #ShankaDaitya #PunyaAstra #Saptalok #KaalRakshas #kidscartoons #MythologicalCartoons #actioncartoons #indiananimation #AataMaajiSatakli #mahasangram