Exploring QUTUB MINAR With Family! | 1000 Saal Purana Itihas Aur Rahasya | Delhi Travel Vlog 2026
Jazbaati Rides
0:00 / 0:00
Exploring QUTUB MINAR With Family! | 1000 Saal Purana Itihas Aur Rahasya | Delhi Travel Vlog 2026
167 просмотров · 10 дн. назад
Jazbaati Rides
19 подписчиков
167 просмотров · 10 дн. назад
Aaj ke vlog mein hum explore kar rahe hain Delhi ki sabse iconic historical jagah — The Qutub Minar Complex!
Is video mein humne cover kiya hai:
Qutub Minar ka breathtaking view aur history
Kahi saal purana Iron Pillar (jo aaj tak zang-mukt hai)
Quwwat-ul-Islam Mosque aur complex ke historical ruins
Ticket booking process, timing aur family visit ke tips
Agar aap bhi family ya doston ke saath Delhi mein ek aachi weekend trip plan kar rahe hain, toh yeh vlog aapke liye bilkul helpful hoga.
📍 Location: Qutub Minar Complex, Mehrauli, New Delhi
Nearest Metro Station: Qutab Minar (Yellow Line) / Saket
Video pasand aaye toh Like, Share aur Subscribe zaroor karein! 🔔
Aapka favourite historical monument kaunsa hai? Comment karke batayein!
0:00 ऐतिहासिक मेहरौली का सफर
1:42 मीनार के निर्माण का इतिहास
5:58 1600 साल पुराना लोहे का खंभा
7:13 इल्तुतमिश का मकबरा
9:41 अलाई दरवाजा और इमाम जामिन का मकबरा
#QutubMinar #DelhiVlog #FamilyVlog #DelhiTourism #HistoricalDelhi #TravelIndia #Mehrauli