हरिद्वार की 2 सस्ती धर्मशाला | Haridwar room 500, Khana 100 rupye | Haridwar Dharamshala
Zziddi Parindey
0:00 / 0:00
हरिद्वार की 2 सस्ती धर्मशाला | Haridwar room 500, Khana 100 rupye | Haridwar Dharamshala
11 736 просмотров · 1 месяц назад
Zziddi Parindey
23,5 тыс. подписчиков
11 736 просмотров · 1 месяц назад
हरिद्वार 2 बजट धर्मशाला | Haridwar room 500, Khana 100 rupye | Haridwar Dharamshala
#haridwardharamshala #haridwarbudgetstay
#zziddiparindey #haridwarroom #haridwartrip #harkipauri #chardhamyatra #sawan #shivratri #roombooking #roomtour
Agar aap Haridwar mein budget friendly stay, dharamshala room search kar rahe hain, to ye video aapke liye useful hai. Iss video mein hum aapko Haridwar ki 2 aisi dharamshalayein dikha rahe hain, jo ek doosre se bilkul lagi hui hain, wall to wall touch.
Sabse khaas baat ye hai ki agar season mein aapko ek dharamshala mein room nahi milta, to aapko samaan lekar auto se door kisi doosri jagah jaane ki zarurat nahi hai. Aap bilkul paas wali doosri dharamshala mein bhi room ke liye try kar sakte hain.
Khaas kar Char Dham Yatra, Shivratri, Sawan Mela ya kisi bhi season mein Haridwar mein room milna mushkil ho sakta hai. Aise time par ye information aapke kaafi kaam aa sakti hai.
Agar aap Haridwar budget stay, cheap dharamshala in Haridwar, Haridwar dharamshala room, budget room near Har Ki Pauri, affordable stay aur food search kar rahe hain, to video poora zaroor dekhein.
Video mein dono dharamshalon ki location, room aur stay se judi important information dikhayi gayi hai.
हर हर महादेव ❤️ 🙏
Address - Agarwal Bhawan
Bhoopatwala, Mukhiya Gali Haridwar
Near Nishikam Seva Trust
Agarwal bhawan Contact
01334260010
Address - Jaipuriya Yatri Niwas, Bhupatwala, Haridwar
Contact Person - Gautam Ji 8865020751
Auto Riksha Contact No - Rajat Bhai
7678331866 (Haridwar Local)
Your Queries
Haridwar Dharamshala Room
Haridwar best dharamshala
Haridwar mein kanha ruke
Haridwar budget stay
Haridwar ki top dharamshala
Haridwar 500 mein kamra
Zziddi Parindey vlogs
Haridwar stay
Haridwar stay near Har ki paudi