Перейти к содержимому

8 Saal Online Taxi Chalai | 2007 Alto Mein 660cc Engine Swap detailed interview!

Azhar Sial Taxi Wala

0:00 / 0:00

8 Saal Online Taxi Chalai | 2007 Alto Mein 660cc Engine Swap detailed interview!

21 774 просмотра · 2 дн. назад
Azhar Sial Taxi Wala
25,2 тыс. подписчиков
21 774 просмотра · 2 дн. назад
8 Saal Online Taxi Chalai | 2007 Alto Mein 660cc Engine Swap Ki Kahani 8 saal se online taxi chala rahe ek driver bhai ki asli kahani. Unhon ne bataya ke online taxi ka kaam kis gaari se shuru kiya, itne saalon mein kya tajurba hasil kiya aur gaari ke kharchon ke bare mein kya seekha. Is interview mein hum ne 2007 model Suzuki Alto mein 660cc engine swap karne ke faislay par bhi baat ki. Kya is tabdeeli se petrol ki bachat ho sakti hai? Online taxi chalane wale driver ke liye gaari ka kharcha aur maintenance kitni ahmiyat rakhta hai? Yeh ek real driver interview hai, jismein unhon ne apni zindagi aur driving ka tajurba share kiya hai #AzharSialTaxiWala #OnlineTaxi #SuzukiAlto ⏩️🎦Related videos:⤵️ Long Rides Se Malir Cantt Tak | Car Wash Ke Sath 12 Hours Kaam    • Long Rides Se Malir Cantt Tak | Car Wash K...