Rahim Yar Khan Kabootar Mandi 😍 Mushka Murgha Aur Nayaab Murghon Ki Bharmaar! 🐓🕊️
Ayan Pets
0:00 / 0:00
Rahim Yar Khan Kabootar Mandi 😍 Mushka Murgha Aur Nayaab Murghon Ki Bharmaar! 🐓🕊️
249 просмотров · 4 дн. назад
Ayan Pets
79 подписчиков
249 просмотров · 4 дн. назад
Aaj hum pohanchay Rahim Yar Khan ki mashhoor Kabootar Mandi mein! 😍
Aaj ki mandi mein humne dekhe bohat hi khoobsurat aur nayaab murghay aur kabootar. Khaas taur par Black Mushka Murgha dekh kar bohat maza aaya! 🐓
Is video mein aap dekhenge:
🐓 Black Mushka Murgha 🐓 Khoobsurat White Murghay 🐓 Black Color ke Murghay 🐓 Desi aur Aseel Murghay 🐓 Rang Birangay aur Nayaab Kabootar 🕊️ Khoobsurat Fancy Kabootar
1 November 2026 ki Rahim Yar Khan Kabootar Mandi ka zabardast manzar!
Video ko end tak zaroor dekhein aur comments mein batayein aapko kaunsa murgha ya kabootar sab se zyada pasand aaya?
Ayan Pets ko Subscribe karein aur hamari mazeed pet videos dekhein. ❤️
#AyanPets #RahimYarKhan #KabootarMandi #MushkaMurgha #AseelMurgha #DesiMurghay #FancyKabootar #BirdMarket #PakistanBirds #PigeonLovers