Akhiyaan Milaoon Kabhi | Raja Movie Song | Madhuri Dixit & Sanjay Kapoor | 90s Love Hits
Udit Narayan Hit Songs
0:00 / 0:00
Akhiyaan Milaoon Kabhi | Raja Movie Song | Madhuri Dixit & Sanjay Kapoor | 90s Love Hits
74 340 просмотров · 1 год назад
Udit Narayan Hit Songs
1,08 млн подписчиков
74 340 просмотров · 1 год назад
Relive the 90s with this classic love song from the movie Raja starring Madhuri Dixit & Sanjay Kapoor. Akhiyaan Milaoon Kabhi is a timeless hit that will take you on a trip down memory lane!
Akhiyaan Milaoon Kabhi | Raja Movie Song | Madhuri Dixit & Sanjay Kapoor | 90s Love Hits
Movie: Raja (1995)
Song: Akhiyaan Milaoon Kabhi
Starcast: Madhuri Dixit and Sanjay Kapoor
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director: Nadeem Saifee, Shravan Kumar
Lyricist: Sameer
#madhuridixit #sanjaykapoor #uditnarayan #alkayagnik #hindigane #hindisongs #hindilovesongs #bollywoodsongs #bollywoodlovesongs #uditnarayan #romantichindisongs #puranegane #uditnarayan #90severgreen #90shindisongs
Song Lyrics:
Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Haan Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraoon Kabhi Gale Lag Jaoon
Mera Khud Pe Nahi Qaabu
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Akhiyaan Milaye Kabhi Akhiyaan Churaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Akhiyaan Milaye Kabhi Akhiyaan Churaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahi Qaabu
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Aise Toh Deewane Mujhe Pyar Na Kar
Aati Hai Sharam Deedar Na Kar
Chain Churake Takraar Na Kar
Tujhko Kasam Inkaar Na Kar
Tere Armano Mein Sanwar Gayi Main
Tune Mujhe Dekha Toh Nikhar Gayi Main
Dekha Jab Tujhko Theher Gaya Main
Aisi Hi Adaon Pe Toh Mar Gaya Main
Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Hey Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraoon Kabhi Gale Lag Jaoon
Mera Khud Pe Nahi Qaabu
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Meri Jaane Jaana Kya Cheez Hai Tu
Mujhko Toh Jaan Se Aziz Hai Tu
Itni Na Kar Tareef Meri
Jaanu Main Toh Jaanu Chahat Kya Teri
Teri Ulfat Ka Nasha Chha Gaya
Kuch Bhi Ho Jaane Jaan Mazaa Aa Gaya
Dheere Dheere Duniya Se Door Hui
Ishq Mein Tere Main Toh Choor Hui
Akhiyaan Milaye Kabhi Akhiyaan Churaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Hey Akhiyaan Milaye Kabhi Akhiyaan Churaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahi Qaabu
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Akhiyaan Milaoon Kabhi Akhiyaan Churaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraoon Kabhi Gale Lag Jaoon
Mera Khud Pe Nahi Qaabu
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Bina Payal Ke Hi Baje Ghunghroo
Please subscribe to our channel Udit Narayan Hit Songs : / @uditnarayanhitsongs
Connect with us on:-
Facebook - / shemaroofilmigaane
Twitter - / filmigaane
Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil...