Перейти к содержимому

Mera karva chauth vrat Chand ki Puja#Karva chauth special#Karva chauth vrat #Indian festival#vlog

Badhate kadam with Preeti

0:00 / 0:00

Mera karva chauth vrat Chand ki Puja#Karva chauth special#Karva chauth vrat #Indian festival#vlog

116 просмотров · 4 дн. назад
Badhate kadam with Preeti
72 подписчика
116 просмотров · 4 дн. назад
Mera Karwa Chauth Vrat Chand Ki Puja 🙏 | Full Day Karwa Chauth Vlog Namaste Doston, Jai Shri Ram 🙏 Aap sabhi ko meri taraf se Karwa Chauth ki bahut bahut shubhkamnayein. Aaj ke vlog me maine apna pura Karwa Chauth ka din share kiya hai - subah 5 baje uthne se lekar raat ko chand ki puja tak. Aaj maine apne pati ki lambi umar ke liye vrat rakha hai. Aaj ke Vlog me aap dekhoge: ✅ Subah jaldi uthkar taiyar hona ✅ Kitchen me pura khana banana - Aloo ki sabzi, Puri, Kheer aur Kadi ✅ Dopahar me aaram aur shaam ko lal saree me shringaar ✅ Karwa Mata ki Puja ✅ Chand ka intezaar aur video call par chand dekhkar vrat todna Aaj mausam me badal tha isliye chand der se nikla, isliye maine apni behen ke yahan video call se chand ke darshan kiye. Shraddha honi chahiye, bhagwan har jagah hain. Doston Karwa Chauth sirf bhooke rehne ka naam nahi hai, ye ek ehsaas hai, bharose aur pyar ka tyohar hai. Shaadi bhi intezaar aur bharose ka naam hai. Aapka din kaisa raha? Comment me jarur batana aur comment me Jai Shri Ram likhna mat bhulna. ok Agar video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe karna mat bhuliyega. #karwachauth #karwachauth2026 #merakarwachauth #karwachauthvlog #karwachauthpuja #chandkipuja #indianfestival #vlog #dailyvlog #suhagin #fast #karwamatasong #karwachauthlook Jai Shri Ram! ❤️.