Перейти к содержимому

Dost Ke Ghar Chaliswan Ka Khatam ❤️ Milad Shareef, Naat Aur Langar | Sindh Vlog

Baba sohrab brf wala

0:00 / 0:00

Dost Ke Ghar Chaliswan Ka Khatam ❤️ Milad Shareef, Naat Aur Langar | Sindh Vlog

77 просмотров · 4 дн. назад
Baba sohrab brf wala
290 подписчиков
77 просмотров · 4 дн. назад
Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️ Aaj ke vlog mein main apne dost ke ghar Chaliswan ke khatam aur khairati mein shirkat karne gaya. Wahan Milad Shareef ki mehfil sajai gayi thi, naat khwan hazraat naat parh rahe thay aur tamam log dua mein shareek thay. 🤲❤️ Is mubarak mehfil mein langar aur khane ka bhi intezam tha. Aap sab ko apne is vlog mein poori mehfil aur wahan ke khoobsurat manazir dikhaye hain. Agar aapko hamare Sindh ke local vlogs aur daily life videos pasand hain to video ko LIKE karein, channel ko SUBSCRIBE karein aur apne doston ke saath SHARE zaroor karein. Allah Pak hum sab ki nek duaein qabool farmaye. Ameen. 🤲 ❤️ Apni mohabbat aur support comments mein zaroor dein! #Chaliswan #MiladShareef #SindhVlog #sindhvlog #sindh #pakistanvlog #daharki #youtubeshorts #duet #dailyvlog #⃣ #foryou #vlog #Chaliswan #ChaliswanVlog #MiladShareef #NaatShareef #NaatKhwan #Langar #Khairati #Dua #SindhVlog #PakistanVlog #VillageVlog #DailyVlog #UrduVlog #SohrabAli