Перейти к содержимому

TVS Ronin Off-Road Ride At Mountain And Hill Station View

Vlog Schedule

0:00 / 0:00

TVS Ronin Off-Road Ride At Mountain And Hill Station View

2 283 просмотра · 1 месяц назад
Vlog Schedule
1,71 тыс. подписчиков
2 283 просмотра · 1 месяц назад
Hello Guys, Aaj ka vlog Ronin test ke liye shuru toh hua tha but suddenly Kalimela se ek team me join ho gaya. Toh aaj ka plan tha Gyanesh aur main Ronin ko pahad pe le jayenge aur mast off-road test karenge. Lekin dheere dheere ye ek travel vlog banne laga. Phir hum pahad pe chadhne lage aur bike ki asli off-road ki test hone lagi. Lekin maja toh tab aaya jab hum bike ki off-road test karte karte pahad ki sundarta me kho gaye. Main ne kabhi nahi socha tha ki meri bike ka Off-road test yaha hone wala hai. Bas phir sab ne pahad ka mast nazaro ka maja liya aur phir wapas ho gaye. Aisi hi majedar vlogs ke liye channel ko subscribe kare aur video ko like, share kare. Thankyou. #tvs #vlog #viral #biketest #mountains #travel #review