Arz Kiya hai| anuv Jain | lyrics | #song
FNX MUSIC
0:00 / 0:00
Arz Kiya hai| anuv Jain | lyrics | #song
1 220 просмотров · 12 дней назад
FNX MUSIC
4 подписчика
1 220 просмотров · 12 дней назад
Arz Kiya hai| anuv Jain | lyrics | #song
#song #songlyrics #anuvjain #newsong #fnxmusic
Lyrics
Kaayar jo the, woh shaayar bane
Ab kya kya karein, yeh ishq mein
Naa kehte the kuchh jo, lage khoj mein
Kya lafz chune, naye aashiq ye
Ishq mein, tere hain Faiz bane
Humne bhi, likha kuchh tere baare mein hain
Aise tu lage, ki gulaab hai
Baaghon mein, dil ke khilke
In fizaaon mein, chhaye ho, haaye
Aur waise, hum toh tere hi gulaam hain
Baadshah dil ke, teri baazi mein jo tu, chaahe toh
Doobe dilon ki, kya naav banu
Main khud tair paaoon, naa aankhon mein
Shaayar ki fitrat, mein hi doobna
Main kya hi ladoon, toofaano se
Arz kiya hai
Haathon ko sambhale, mere haathon mein
Kaise haathon ko sambhale, mere haathon mein
Jab tak, neend naa aaye
In lakeeron mein, baatein ho, haaye
Haan, sab ne toh, sab keh diya hai
Kya hi kahun, jo, abhi bhi ankaha hai
Main, haaye, naa Mirza, naa Mir
Naa maahir, naa zaahir, karoon kuchh, naya main
Haaye ae, par, jo bhi likha hai, jiya hai
Haan, jiya hai
Aise, aise, aise kaise, waise jaise
Jaise main padhoon, mere dil mein jo
Meri aankhein bhi padhe, teri aankhon ko
Kya yeh mehfil, mein baithein
Ya uthein daud jaane ko, haaye
Teri aankhon mein, taareefon ki talaash hai
Meri mehfil, tere jaane se viraan hai
Shaayad shaayar, bana hoon
Sirf tu sunne, aaye toh.
Credits: anuv jain
[For content inquiries, please contact us at:- anamikasv5678@gmail.com
[Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research.]
[General Keywords]
Arz Kiya Hai
Anuv Jain
Arz Kiya Hai lyrics
Anuv Jain new song
lyric video
latest songs
trending music
Hindi songs
Hashtags:
#ArzKiyaHai #AnuvJain #Lyrics #LyricVideo #Music #HindiSongs #Trending