Thursday Vibes at Jamia Tur Rasheed — Campus Life & Shughal!😍
JTR Unfiltered
0:00 / 0:00
Thursday Vibes at Jamia Tur Rasheed — Campus Life & Shughal!😍
163 просмотра · 2 недели назад
JTR Unfiltered
19 подписчиков
163 просмотра · 2 недели назад
Hafte ka sab se khaas din yaani Jumeraat, jahan parhai bhi hai aur weekend se pehle doston ke sath mehfil bhi. Is vlog mein dekhiye hamari daily routine:
✔ Class: Subah ke asbaaq aur lecture
✔ Masjid: Namaz aur roohani lamhaat
✔ Library: Mutala aur books ki dunya
✔ Friends & Fun: Doston ke sath chai, hansi mazaq aur Jumeraat ka shughal!
Video mukammal dekhein aur comments mein batayein ke aapka Thursday kaisa guzarta hai?
#JamiaTurRasheed #CampusLife #ThursdayVibes #JumeraatKaShughal #StudentLife #KarachiVlog #DailyRoutine #MadrassahLife