Перейти к содержимому

600 साल तक राज करने वाला ऑटोमन साम्राज्य कैसे खत्म हुआ? The Entire History of the Ottoman Empire.

IRON AND INK

0:00 / 0:00

600 साल तक राज करने वाला ऑटोमन साम्राज्य कैसे खत्म हुआ? The Entire History of the Ottoman Empire.

8 708 просмотров · 5 дней назад
IRON AND INK
13,2 тыс. подписчиков
8 708 просмотров · 5 дней назад
Ek chhote se Turkish tribe se shuru hua Ottoman Empire kaise duniya ke sabse powerful empires me se ek ban gaya? Ottoman Empire ki shuruaat se lekar 1453 me Constantinople par kabze tak. Kaise Ottoman Sultans ne ek ke baad ek bade ilakon par kabza kiya, Janissaries jaisi special army banayi aur Sultan Suleiman ke time par empire apni sabse badi taqat par pahunch gaya. Lekin har bade empire ki tarah Ottoman Empire ka bhi ek waqt aaya jab iska downfall shuru hua. Vienna ki haar, badalte trade routes, Europe me nayi technology, andar ki political problems aur lagataar khote hue territories ne is 600 saal purane empire ko dheere-dheere kamzor kar diya. Phir First World War ke baad Ottoman Empire ka ant hua aur Mustafa Kemal Ataturk ke leadership me ek naye Turkey ka janm hua. To chaliye, ek chhote se kabile se lekar teen continents tak phailne aur phir khatam hone tak Ottoman Empire ki is incredible journey ko poori story ke saath samajhte hain. MUSIC CREDIT : 'Titan' by Scott Buckley - released under CC-BY 4.0. www.scottbuckley.com.au #OttomanEmpire #OttomanHistory #HistoryOfOttomanEmpire #SuleimanTheMagnificent #Constantinople #FallOfOttomanEmpire #TurkishHistory #WorldHistory #upsc