After office Kitchen Routine | Instant Chicken Tikka & Dinner Preparation | Working Woman Vlog
Work Home And Me
0:00 / 0:00
After office Kitchen Routine | Instant Chicken Tikka & Dinner Preparation | Working Woman Vlog
219 просмотров · 2 нед. назад
Work Home And Me
30 подписчиков
219 просмотров · 2 нед. назад
After Office Kitchen Routine | Instant Chicken Tikka & Dinner Preparation | Working Woman Vlog
Assalam-o-Alaikum everyone! ❤️ Welcome back to my channel, Work Home & Me.
Aaj ki video mein main aapke saath apni after-office kitchen routine share kar rahi hoon. Office se ghar aane ke baad ghar ke kaam manage karna, dinner prepare karna aur family ke liye kuch tasty banana meri daily life ka hissa hai.
Aaj main instant chicken tikka prepare kar rahi hoon aur saath hi ek new recipe bhi try ki hai. Is video mein aapko meri cooking, kitchen cleaning, dinner preparation aur working woman ki busy life ki ek chhoti si jhalak dekhne ko milegi. 🥰
Meri koshish hoti hai ke job aur home life ko balance karte hue apne daily tasks ko asaan aur enjoyable bana sakoon. Umeed hai meri yeh simple kitchen routine aapko pasand aayegi aur aapko apni daily life mein motivation bhi milegi
#AfterOfficeRoutine #InstantChickenTikka #ChickenTikkaRecipe #WorkingWoman #EveningKitchenRoutine #CookingVlog #PakistaniFood #WorkingMomLife #DailyRoutine #WorkHomeAndMe