"DUA E MOHABBAT"
Kanda D Official My
0:00 / 0:00
"DUA E MOHABBAT"
47 просмотров · 8 дн. назад
Kanda D Official My
144 подписчика
47 просмотров · 8 дн. назад
Song Writer & Compose: "Doyoqs"
Owner By: DYQS RESOURCES
25 Oct 2026
Song Title & Lirics:
"DUA E MOHABBAT"
Mere pyaare Maa Baap
Chale gaye hume chod ke
Tumhari muskaan abhi yahan hai
Yaadon mein amar hai tu
Mere humsafar, mere bachche
Bhai behen, mere yaar
Ab tum nazar ke saamne nahi
Lout gaye Khuda ke paas
Ye dua hai mohabbat ke liye
Jo chale gaye amar ho gaye
Sukh dukh meetha kadwa
Saath saath humne roya tha
Ye dua hai mohabbat ke liye
Sukoon se raho wahan
Tumhari yaadein amar rahegi
Mere dil mein umar bhar
Abhi bhi goonjti hai hansi tumhari
Meetha kadwa jeevan saath tha
Har kadam pe nishaan tumhara
Kahani hai jo mit ti nahi
Ya Allah unke gunaah maaf kar de
Unhe Jannat mein jagah de de
Unki kabar ko roshan kar de
Apni rehmat ke noor se
Ye dua hai mohabbat ke liye
Jo chale gaye hamesha ke liye
Kabhi bhoolenge nahi tumhe
Tum zinda ho dua mein
Al-Fatiha tum sab ke liye..
Dua E Mahobbat Al-Fatiha..
@Doyoqs
All Right Reserved, Copyright@2026
#kandadofficialmy
Mastering Editing By 'Dyqs Resources Studio'
#duaemohabbat #hindustanisong #preachingsong #islamicsong #malaysianmixhindustanisong #song2026 #viralsong #fyp
👉🏻"Thank You Listening 🎧 ✅ Like, Share, Comments, Support & Subscribe This Channel 🙂🙏🏻