Перейти к содержимому

खान या ख़ान? 99% लोग करते हैं ये ग़लती | Urdu Spelling Rules ||

MASHKE URDU и SAFINA USTAANI

0:00 / 0:00

खान या ख़ान? 99% लोग करते हैं ये ग़लती | Urdu Spelling Rules ||

3 970 просмотров · 10 дн. назад
MASHKE URDU и SAFINA USTAANI
3 970 просмотров · 10 дн. назад
Hindi ke bindi wale varn (ख़, ग़, क़, ज़, फ़) ko sahi tarah se kaise bole aur Urdu mein sahi kaise likhein? Is video mein seekhiye rozmarrah ke alfaaz ka sahi uccharan (pronunciation) aur Urdu spelling rules! Aksar Hindi speakers 'खान' aur 'ख़ान', 'गम' aur 'ग़म', ya 'खाना' (eating) aur 'ख़ाना' (compartment/place) ke beech ka farq samajh nahi paate kyunki Urdu ke yeh makhsoos sounds Hindi mein aam taur par use nahi hote. Is lesson mein hum halaq se nikalne wali aawazon aur pair ki bindi (nukta) ke sahi istemal ko asaan misalon se samjhenge. 📌 Is video mein aap seekhenge: Khan vs Khan (खान vs ख़ान) ka sahi talaffuz Halq se aane wale sounds (क़ vs क, ख़ vs ख, ग़ vs ग) 1 Bindi (नुक्ता) se kaise badal jata hai lafz ka arth (jaise: khana vs khaana) Roz bole jane wale Urdu alfaaz ki aam galtiyan aur unka sudhaar Hindi se Urdu transliteration ke aasan rules 🔔 Asani se Urdu seekhne, padhne aur likhne ke liye MASHKE URDU ko zaroor Subscribe karein aur bell icon dabayein! #UrduPronunciation #MashkeUrdu #LearnUrdu #HindiToUrdu #UrduAlfaz #Talaffuz #NuktaRules