सब्र करो सुगरा अकबर नहीं आयेंगे | Sabr Karo Sughra Akbar Nahi Ayenge | Reciter : Mahfooz Sultanpuri
GRAFH AGENCY LUCKNOW
0:00 / 0:00
सब्र करो सुगरा अकबर नहीं आयेंगे | Sabr Karo Sughra Akbar Nahi Ayenge | Reciter : Mahfooz Sultanpuri
317 403 просмотра · 6 лет назад
GRAFH AGENCY LUCKNOW
584 тыс. подписчиков
317 403 просмотра · 6 лет назад
#Mahfooz_Sultanpuri #Fakhri_Jafri #Grafh_Agency #Moharram_2020 #Nohe_1442_2020
सब्र करो सुगरा अकबर नहीं आयेंगे | Sabr Karo Sughra Akbar Nahi Ayenge
Reciter : Janab Mahfooz Sultanpuri India
Poet : Janab Fakhri Jafri Meeruti Saheb India
Audio : Sachin Verma (Multi Track Studio) Lucknow India
Audio Mixing : Shadab Studio Pak
Chorus : Kashif Mirza & Party
Post Production & Copyrights : GRAFH AGENCY, Lucknow. India
Lyrics :-
HAYE FARZAND E PAYAMBER KA GALA KATA GAYA
SARA KUNBA SHAHE WALA KA GIRAFTAAR HUWA
YAAD BEEMAR KO JAB AGAYI BEEMAR BAHEN
ROKE SAJJAD NE SUGHRA SE TASAUUR ME KAHA
SABR KARO SUGHRA BAHEN AKBAR NAHI AYENGE
GHAR CHODE KAR JO GAYE WO GHAR NAHI AYENGE
1.
AKBAR KE DIL ME BARCHI GADI THI
MANZIL KADI THI MUSHKIL GHADI THI
BABA NE DEKHI YE BHI QAYAMAT
MAYYAT JAWA'N KI RUN ME PADI THI
GHAR CHODE...
2.
CHEERA KALEJA AKBAR KE GHAM NE
RONE DIYA NA AHELE SITAM NE
TUM ME NAHI HAI SUNNE KI TAQT
AISI QAYAMAT DEKHI HAI HUMNE
GHAR CHODE...
3.
AMMU NAHI HAIN SARWAR NAHI HAIN
QASIM NAHI HAIN AKBAR NAHI HAIN
KYA KYA KAHU'N BS ITNA SAMHJ LO
KHALI HAI JHULA ASGHAR NAHI HAIN
GHAR CHODE...
4.
KARBOBALA ME KARBOBALA HAI
HAR HAR QADAM PE TAZA JAFA HAI
TUM MUJHSE GHAR KI HALAT NA PUCHO
VEERAN GHAR HAI MAQTAL BHARA HAI
GHAR CHODE...
5.
KOI HUMARA YAWAR NAHI HAI
TAN PE KISI KE AB SAR NAHI HAI
TUMKO KHABAR KYA HALAT HUMARI
FHUFIYO KE SAR PE CHADAR NAHI HAI
GHAR CHODE...
6.
HAR ANKH HAI NAM MAHFOOZ O FAKHRI
HAR SU HAI MATAM MAHFOOZ O FAKHRI
ABID NE DIL PE JO GHAM UTHAYE
KAISE KAHE'N HUM MAHFOOZ O FAKHRI
GHAR CHODE...
Iltemas e duwa
Our Branch Office :
GRAFH AGENCY
Imambara Panjetani, Kashmiri Mohalla, Lucknow
Nohe, Matam, Majalis, Marsiya's Online Duty Grafh Agency
Contact : M. Abuzer Kintoori Mob. : 9389772110, 8896766717
Presented By : Mohd. Asghar Kintoori & Karrar Haider Jaan Jarwali
Cameraman : Rahul Singh Chauhan, Mehdi Haider
Camera Asstt. : Bilal Husain, Imran Abbas, Mehdi Hasan "Sonu", Shauzab Zaidi, Meesam
Production Manager : Mahtab Husain & Mahmood Rizvi
Video Editor : M. Abuzer Kintoori
Post Production, Released & Copyright : GRAFH AGENCY Lucknow
Dua Bara-e-Maghferat Cameraman Late Raj Kashyap (Munna)