Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke | Taal Se Taal Mila | Love Songs Combo Pack | Hits Hindi
BollyGood Songs
0:00 / 0:00
Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke | Taal Se Taal Mila | Love Songs Combo Pack | Hits Hindi
9 970 873 просмотра · 1 г. назад
BollyGood Songs
1,58 млн подписчиков
9 970 873 просмотра · 1 г. назад
Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke | Taal Se Taal Mila | Love Songs Combo Pack | Hits Hindi
Song Credits:
Song: Aaye Ho Meri Zindagi Mein Tum Bahar Banke
Movie: Raja Hindustani
Singer(s):Udit Narayan
Music Director: Nadeem & Shravan
Lyricist: Sameer
Lyrics
Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Mere Dil Me Yuhi Rahena Tum Pyar Pyar Banke
Ankho Me Tum Base Ho Sapne Hazar Banke
Mere Dil Me Yuhi Rahena Tum Pyar Pyar Banke
Mere Sathi Mere Sajaan Mere Saath Yuhi Chalna
Badle Ga Raang Zamana Par Tum Nahi Badalna
Meri Maang Yuhi Bharna Taare Hazar Ban Ke
Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Mere Dil Me Yuhi Rahena Tum Pyar Pyar Banke
Agar Me Jo Rooth Jao To Tum Mujhe Manana
Thama Hai Haath Mera Phir Umar Bhar Nibhana
Mujhe Chod Ke Na Jana Waade Hazar Karke
Aye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke
Mere Dil Me Yuhi Rahena Tum Pyar Pyar Banke
Ankho Me Tum Base Ho Sapne Hazar Banke
Mere Dil Me Yuhi Rahena Tum Pyar Pyar Banke
Song by Alka Yagnik and Udit Narayan
Lyrics
Dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
Dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
Jindri behal hai, sur hai, na taal hai
Aaja saanwariya, aa, aa, aa, aa
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
Dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
Jindri behal hai, sur hai, na taal hai
Aaja saanwariya, aa, aa, aa, aa
Taal se taal mila, o
Taal se taal mila
Saawan ne aaj toh mujhko bhigo diya
Haay, meri laaj ne mujhko dubo diya
Saawan ne aaj toh mujhko bhigo diya
Haay, meri laaj ne mujhko dubo diya
Aisi lagi jhadi, sochoon main yeh khadi
Kuch maine kho diya, kya maine kho diya?
Chup kyun hai bol tu? sang mere dol tu
Meri chaal se chaal mila
Taal se taal mila, o
Taal se taal mila
Maana anjaan hai tu mere waaste
Maana anjaan hoon main tere waaste
Maana anjaan hai tu mere waaste
Maana anjaan hoon main tere waaste
Main tujhko jaan loon, tu mujhko jaan le
Aa, dil ke paas aa, iss dil ke raaste
Jo tera haal hai, woh mera haal hai
Iss haal se haal mila, o
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
Dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
Jindri behal hai, sur hai, na taal hai
Aaja saanwariya, aa, aa, aa, aa
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
Taal se taal mila, ho
Taal se taal mila
90s hits hindi songs,old hindi songs,90s songs,90s love songs,romantic hindi songs,90s hindi songs,hindi song,hindi love songs,hindi songs,90s romantic songs,90s evergreen hindi songs,90s bollywood songs,bollywood songs,90s songs hindi,90s hit songs,kumar sanu hit songs,90s video songs hindi,90's hits hindi songs,90s hits hindi song,romantic songs,90's love songs,alka yagnik songs,90s hits bollywood songs,evergreen hindi songs,90s hit song