Train me bahes ho gayi | Daily Vlogs |
Shadan khan
0:00 / 0:00
Train me bahes ho gayi | Daily Vlogs |
411 просмотров · 6 дней назад
Shadan khan
1,69 тыс. подписчиков
411 просмотров · 6 дней назад
Assalamu alaikum
Toh kaise hain aap log
I hope ki aap log acche honge
Aaor mera vlog dekh rahe honge
Enjoy bhi kar rahe honge
Is vlog me mai apni mumbai jane ki train
Journey ka vlog bana raha hu jisme
Jaise hi m train me baithta hu meri bahes ek ladki se ho jati h wo bolti h wo puri seat uski hai
Aaor m bolta hu ye seat aadhi meri bhi toh hain
Aaj tak jitna bhi travel kiya kabhi mere seat ke pass koi ladki nahi baithi thi lekin jab baithi toh bahes ho gayi kismat ho kharab h
Aaor bhi bahot kuch h is vlog me
Jaise hamne station par video shoot ki aaor toh aaor is vlog me mere abbu bhi hain
And i hope ki aap log ko ye vlog achha laga hoga
Aaor aap log bhi enjoy kiye honge
Aaor agar achha laga toh
Like ❤️
Comment ✅
Share 💯
And subscribe kerna toh bilkul nah bhule
Aaor mujhe inta par bhi follow kare
Niche diye gaye is link se mere insta par aa jaye
https://www.instagram.com/shadank05?o...
#vlog #dailyvlog #girl #trainjourney