Перейти к содержимому

Darjeeling Se Ghar Aate Hi Lag Gayi Kaam Ki Line 😱 | Maid Ne Bhi Chhod Diya Kaam 😭 | Full Day Vlog 😤

Praneh Vlogs By Neha Chakrawarti

0:00 / 0:00

Darjeeling Se Ghar Aate Hi Lag Gayi Kaam Ki Line 😱 | Maid Ne Bhi Chhod Diya Kaam 😭 | Full Day Vlog 😤

168 просмотров · 3 дн. назад
Praneh Vlogs By Neha Chakrawarti
739 подписчиков
168 просмотров · 3 дн. назад
Darjeeling Trip se wapis ghar aate hi shuru ho gaya ghar ke kaamon ka silsila! 😅❤️ Ghar aakar dekha toh poora ghar bahut ganda tha aur upar se maid ne bina bataye kaam bhi chhod diya. 🥺 Ab poore ghar ki safai ki zimmedari mere upar aa gayi. Is vlog mein dekhiye kaise maine poore ghar ki safai ki, husband ne bhi meri help ki ❤️, Darjeeling trip ke bags unpack kiye, gande kapde wash kiye, khana banaya aur bhi bahut saare ghar ke kaam kiye. Ek travel ke baad wali real life routine aur ghar ki bhaag-daud! 🏡 Video achhi lage toh Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karna. ❤️ Thank you for watching! 😘 #FamilyVlog #DarjeelingTrip #BackToHome #AfterTravelRoutine #GharKiSafai #CleaningVlog #MaidProblems #HouseWifeRoutine #HusbandWifeVlog #IndianHousewife #KitchenRoutine #HomeCleaning #DailyLifeVlog #PranevVlogs