NMMS OMR Sheet भरने में ये गलती मत करना ❌ | 1 November 2026 Paper | How to Fill OMR Sheet
NMMS Adda
0:00 / 0:00
NMMS OMR Sheet भरने में ये गलती मत करना ❌ | 1 November 2026 Paper | How to Fill OMR Sheet
4 454 просмотра · 1 дн. назад
NMMS Adda
5,6 тыс. подписчиков
4 454 просмотра · 1 дн. назад
NMMS Exam 2026 (1 November) ke liye OMR Sheet bharne ka bilkul sahi tarika dekhein! Bahut se students poori taiyari ke baad bhi OMR sheet me chhoti si galti kar dete hain jisse unka result ruk jata hai ya form reject ho jata hai.
Is video me humne Admit Card se Roll Number, Center Code aur baaki details OMR me live bhar kar dikhaya hai. Chahe aapko OMR bharna aata ho, fir bhi ye video aakhiri tak zaroor dekhein!
wattsup link 🔗 https://chat.whatsapp.com/EHo21radCoh...
📌 Video Highlights (Is Video Me Kya Seekhenge):
Admit Card se Roll Number OMR Sheet me kaise bharein
Center Code aur Candidate Name bharne ka sahi niyam
OMR me circle (gola) bharne ka sahi tarika (Kaun sa pen use karein)
OMR bharte samay konsi 3 badi galtiyan nahi karni hain
Side-A aur Side-B ko bina galti kiye kaise fill karein
00:00 - OMR Sheet me ek galti aur result reject!
00:45 - Admit Card se Roll No. & Center Code kaise check karein
02:10 - Name aur Basic Details bharne ka sahi format
04:30 - Circle (Buble) fill karne ka Sahi vs Galat tarika
07:00 - Negative marking & Final checking tips
#NMMS2026 #NMMSOMRSheet #HowToFillOMR #NMMSExam2026 #OMRKaiseBhare #NMMSPaper2026 #NMMSAdmitCard #1NovemberNMMS