Перейти к содержимому

Nazar Kamzori | Mojzana Shifa | Surah Noor Ki Aayat | Ruhani Elaj |

Haider e Karrar

0:00 / 0:00

Nazar Kamzori | Mojzana Shifa | Surah Noor Ki Aayat | Ruhani Elaj |

5 759 просмотров · 6 дн. назад
Haider e Karrar
1,19 тыс. подписчиков
5 759 просмотров · 6 дн. назад
Assalam-o-Alaikum! Haider Karrar TV mein aap sab ko khush aamdeed. ❤️ Yeh channel Ahl-e-Bait (A.S), Muhammad o Aal-e-Muhammad (A.S) ki mohabbat, fazail, seerat aur paigham ko aam karne ki ek chhoti si koshish hai. Is channel par aap ko Islami maloomat, Wazaif, Duain, Ahadith, Fazail-e-Ahl-e-Bait (A.S), Karbala ke waqiat, Islami waqiat aur roohani maloomat par mabni videos dekhne ko milengi. Hamari koshish hai ke Ahl-e-Bait (A.S) ki taleemat aur mohabbat ka paigham zyada se zyada logon tak pohanchaya jaye. Agar aap ko hamari videos pasand aayen to channel ko Subscribe karein, video ko Like karein aur apne doston aur ahbab ke saath Share zaroor karein. Haider Karrar TV ko Subscribe karein aur Ahl-e-Bait (A.S) ki mohabbat ke is safar mein hamara saath dein. Ya Ali (A.S) ❤️ Ya Hussain (A.S) ❤️ Ya Haider Karrar (A.S) ❤️ Allah hum sab ko Muhammad o Aal-e-Muhammad (A.S) ki mohabbat aur unki taleemat par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen.