मुझे लगा मैं Baby को Breastfeeding नहीं करा पाऊँगी...Phir kya hua? |My real experience
Mom 2 daughters dieries
0:00 / 0:00
मुझे लगा मैं Baby को Breastfeeding नहीं करा पाऊँगी...Phir kya hua? |My real experience
269 просмотров · 4 дн. назад
Mom 2 daughters dieries
82 подписчика
269 просмотров · 4 дн. назад
Assalamualaikum ❤️
Jab main pehli baar maa bani thi, starting mein meri breastfeeding journey bilkul easy nahi thi. Mujhe laga ki shayad main apne baby ko properly breastfeed nahi kara paungi.
Is video mein maine apna real breastfeeding experience share kiya hai—starting mein mujhe kya problems hui, breastfeeding continue karte hue mujhe kya struggle hua, bottle feeding kyun karani padi aur Alhamdulillah baad mein meri breastfeeding journey kaise better hui.
Ye meri personal experience hai. Har mother aur baby ki situation alag hoti hai, isliye kisi bhi medicine, supplement ya formula ko apne doctor/lactation consultant ki advice ke bina start na karein.
Meri breastfeeding journey ka ek aur important part hai—pain aur baar-baar nipple cuts ki problem. Maine ise kaise manage kiya, woh main apni next video mein share karungi.
Agar aap chahti hain ki main apna ye experience detail mein share karun, comment mein YES zaroor likhiye. ❤️
Agar video helpful lage to Like, Share aur Subscribe zaroor karein.
#Breastfeeding #BreastfeedingJourney #NewMom #Motherhood #NewbornBaby #MomLife #Parenting #Mom2DaughtersDiaries #tiktok #whatsappstatus #motivation #motherhoodjourney #breastfeedingmom