Перейти к содержимому

Restaurant Style Chicken Biryani Recipe | घर पर बनाएं सबसे आसान और खुशबूदार चिकन बिरयानी

Garam Gupshup

0:00 / 0:00

Restaurant Style Chicken Biryani Recipe | घर पर बनाएं सबसे आसान और खुशबूदार चिकन बिरयानी

101 просмотр · 3 месяца назад
Garam Gupshup
61 подписчик
101 просмотр · 3 месяца назад
Swagat hai Garam Gupshup par! Yahan hum banate hain swadisht Bihari aur Indian home-style recipes bilkul asaan tarike se. Namaste doston! Aaj Garam Gupshup Zaiqa mein hum banayenge sabki favorite Chicken Biryani. Bahot se logon ko lagta hai Biryani banana mushkil hai, par is video mein maine ekdum simple step-by-step tarika bataya hai. Khila-khila chawal aur soft, juicy chicken banane ke saare secret tips maine share kiye hain. ✅ Recipe acchi lage toh video ko LIKE karein aur apne foodie doston ke saath SHARE zaroor karein. 🔔 Rozana aisi hi swadisht recipes ke liye hamare channel ko SUBSCRIBE karna na bhoolein! #ChickenBiryani #BiryaniRecipe #ChickenDumBiryani #GaramGupshupZaiqa #IndianFood #NonVegRecipes #BiryaniLovers #HomeCooking #DinnerIdeas #BihariStyleBiryani