14 KM Chalne Ke Baad Jo Darshan Hue… ❤️🙏 | Vaishno Devi Yatra | Bhairon Baba
Dolly Das Vlogs
0:00 / 0:00
14 KM Chalne Ke Baad Jo Darshan Hue… ❤️🙏 | Vaishno Devi Yatra | Bhairon Baba
261 просмотр · 2 нед. назад
Dolly Das Vlogs
523 подписчика
261 просмотр · 2 нед. назад
🙏 Jai Mata Di ❤️
Is vlog mein hum gaye Maa Vaishno Devi ke darshan ke liye Katra, Jammu. 🛕✨
Maine poori 14 KM ki chadhai ki aur honestly journey ka experience bahut hi special raha. ❤️
Itni chadhai ke baad jab Maa ke darshan hue, toh saari thakaan bilkul worth it lagi. 🙏🥹 Darshan bhi bahut achhe se hue aur mann ko ek alag hi sukoon mila. ✨
Uske baad hum gaye Bhairon Baba ke darshan ke liye, jahan ka view literally breathtaking tha! 😍☁️ Hum bilkul badalon ke beech the aur poora atmosphere bahut hi beautiful aur peaceful lag raha tha. ❤️
Aap bhi hamare saath is beautiful Vaishno Devi Yatra ka poora experience feel kijiye. 🥰
🙏 Jai Mata Di ❤️
#VaishnoDevi #VaishnoDeviYatra #KatraVlog #JaiMataDi #BhaironBaba #MataVaishnoDevi #Jammu #Katra #VaishnoDeviVlog #travelvlog