Ghalib - Taha G
Taha G
0:00 / 0:00
Ghalib - Taha G
33 452 просмотра · 5 лет назад
Taha G
19,4 тыс. подписчиков
33 452 просмотра · 5 лет назад
Prod - Taha G
Mix/Master - T808
Artwork - Hafsa Ashfaq
Inspired by love and heartbreak I bring to you my new baby Sandesa.
Now Available on all Major Streaming Platforms - http://hyperurl.co/sandesa
Lyrics:
Manzil na dekhay
Yeh teray pyaar ka anjaam hai
Tujh jo hi chahtay hum
Is doobtay kehkeshaan mein
Jeetay thay ab martay
Yeh dard nahin tou phir kya hai
Tujh ko paanay ke liye
Kho gaye hum is jahan mein
Duniya mein hogi khushi
Agar tu saath de
Raaton mein hoti madhoshi
Yeh kaisay sila hai
Teri chahat zindagi ka
Aik hi sila hai
Teray liye dua maangta hun
Subha shaam mein
Ay Kyun hota mujhay itna pyaar be
Ay, Kyun Bangaya tu ab azaab re
Ay, Kyun bhaagay dur tu meray pyaar se
Ay, Deday tu mujhay apna yeh haath re
Ay, Karun ga mein puray teray saaarey waday
Ay, Dedun ga tujh ko jo bhi tu mujhse maangey
Ay, Bana diya tunay mujhko yun kaisay ghalib
Ay, Karun ga puray teray mein saarey iraaday

Aana hai tou aa rah mein
Aur mujhko tu thaam le
Jab na suljhein teray
Uljhe jazbaat tu paas aa re
Jo kuch bhi hai teray dil mein
Sab mujhko bata de
Dil saaf hai tera
Tou yahan aker tu sada de
Kaaptein honth tera naam
Lenay par kaisa kamaal hai
Ansu se nam laikin phir bhi
Tujh per hum fida hain
Kitnay an-sune nagmay
Jo taza karein yaadein
Raaton mein hoti madhoshi
Yeh kaisa sila hai