Перейти к содержимому

Ghar Par Banayein Bakery Jaisa Soft Vanilla Cake! 🎂

Arbeels kitchen

0:00 / 0:00

Ghar Par Banayein Bakery Jaisa Soft Vanilla Cake! 🎂

103 просмотра · 3 дн. назад
Arbeels kitchen
474 подписчика
103 просмотра · 3 дн. назад
Assalamu Alaykum! ✨ Ghar par wesa hi soft aur khushbudaar cake banana chahte hain jesa bakery se milta hai? 🎂 Ab aapko bahar se laane ki bilkul zaroorat nahi! Aaj ki is video mein main aapke sath share kar rahi hoon sab se easy aur guaranteed Vanilla Sponge Cake ki recipe. Yeh itna naram aur moist banta hai ke moonh mein jate hi ghul jaye! 😋 Chahay shaam ki chai ho ☕, bacchon ka lunch box 🎒, ya koi sudden mehmaan aa jayein—yeh cake har mauqe ke liye perfect hai. Is video mein maine kuch aisi baking secrets aur tips share ki hain jisse aapka cake kabhi kharaab nahi hoga aur hamesha perfect phulega! 🚀 Is recipe ko try karein aur comment mein zaroor batayein ke ap ko ye recipe kese lagi!🙃 Video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe karna na bhoolen 👍