Перейти к содержимому

Imam Hasan Aur Imam Hussain (R.A) Ka Ibratnaak Waqia | Dil Ko Chhoo Lene Wali | Islamic Kahani

Roshan Chand

0:00 / 0:00

Imam Hasan Aur Imam Hussain (R.A) Ka Ibratnaak Waqia | Dil Ko Chhoo Lene Wali | Islamic Kahani

552 просмотра · 6 дн. назад
Roshan Chand
46 подписчиков
552 просмотра · 6 дн. назад
Is video mein aap Hazrat Imam Hasan (R.A) aur Hazrat Imam Hussain (R.A) se mutaliq aik dilchasp aur sabaq amoz waqia sunenge. Yeh waqia humein insaaf, sachai, achhe akhlaq, sabr aur deen-e-Islam ki khoobsurat taleemat ka paigham deta hai. Hamare channel Roshan Chand par mazeed Islami Waqiat, Sahaba Karam (R.A) ke waqiat aur Ibratnaak Islami Kahaniyan dekhne ke liye channel ko Subscribe karein. Allah Ta'ala hum sab ko deen-e-Islam ki taleemat par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen. Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein. #IslamicWaqia #ImamHasan #ImamHussain #IslamicStories #IslamiWaqiat 🌙 Welcome to Roshan Chand 🌙 Roshan Chand ek Islamic channel hai jahan aapko Anbiya-e-Kiram (AS), Sahaba-e-Kiram (RA), Sufi Buzurgon aur Islami tareekh se jude hue sabaq-aamoz aur dilchasp waqiat sunne ko milenge. Hamari koshish hai ke Islamic Waqiat ko khoobsurat aur asaan andaaz mein aap tak pohanchaya jaye, taake har waqia se hamein Imaan, Sabr, Shukr, Tawakkul, Nekki aur Allah ki ita'at ka sabaq mil sake. Is channel par aapko: Anbiya-e-Kiram (AS) ke Waqiat Sahaba-e-Kiram (RA) ke Ibratnaak Waqiat Sufi Buzurgon aur Awliya-e-Kiram ke Waqiat Islami Tareekh ke Ahm Waqiat Quran-o-Hadith se mutalliq Sabaq-aamoz Waqiat milenge. Roshan Chand ka maqsad sirf kahaniyan sunana nahi, balki Islamic Waqiat ke zariye achhe akhlaq, Imaan aur Deen ki muhabbat ko aam karna hai. Agar aapko Islamic Waqiat aur Islami tareekh se dilchaspi hai to Roshan Chand ko Subscribe karein aur hamare saath is khoobsurat safar ka hissa banein. Allah Ta'ala hum sab ko Deen ko samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Aameen. #ImamHasan #ImamHussain #ImamHasanRA #ImamHussainRA #IslamicWaqia #IslamicWaqiat #IslamiWaqia #IslamiKahani #IslamicStories #IslamicHistory #IbratnaakWaqia #IslamicVideo #DeeniBatein #RoshanChand #IslamicKnowledge