Dil Ibadat Kar Raha Hai Dhadkane Meri Sun (Romantic Song) Emraan Hashmi, Soha Ali Khan | KK
Itz Sayani
0:00 / 0:00
Dil Ibadat Kar Raha Hai Dhadkane Meri Sun (Romantic Song) Emraan Hashmi, Soha Ali Khan | KK
10 778 811 просмотров · 3 года назад
Itz Sayani
233 тыс. подписчиков
10 778 811 просмотров · 3 года назад
Dil Ibadat Kar Raha Hai Dhadkane Meri Sun (Romantic Song) Emraan Hashmi, Soha Ali Khan | KK
Dil Ibadat Kar Raha Hai Dhadkane Meri Sun (Romantic Song) Emraan Hashmi, Soha Ali Khan | KK
🎧Song Credits :
Song Name - Dil Ibaadat
Movie - Tum Mile
Singer - KK
Music - Pritam
Lyrics - Sayeed Quadri
Director - Kunal Deshmukh
Studio - Vishesh Films
Producer - Mahesh Bhatt & Kumkum Saigal
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
📝Song Lyrics:
Dil ibaadat, kar raha hai, dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon haasil lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se lun, kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil lagi hai yahi dhun) * 2
Jo bhi jitne pal jeeyu, unhe tere sang jeeyu
Jo bhi kal ho ab mera, usse tere sang jeeyu
Jo bhi saansein main bharoon, unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta, usse tere sang chaloon
Dil ibaadat, kar raha hai, dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon haasil lagi hai yahi dhun…
Mujhko de tu mit jaane, ab khud se dil mil jaane
Kyun hai yeh itna faasla
Lamhe yeh phir na aane, inko tu na de jaane
Tu mujhpe khud ko de luta…
Tujhe tujhse tod loon, kahin khud se jod loon
Mere jismo jaan pe aa, teri khushbu odh loon
Jo bhi saansein main bharoon, unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta, usse tere sang chaloon
Dil ibaadat, kar raha hai, dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon haasil lagi hai yahi dhun…
Baahon mein de bas jaane, seene mein de chup jaane
Tujh bhin main jaaoon toh kahaan
Tujhse hai mujhko paane, yaadon ke woh nazraane
Ik jinpe hak ho bas mera…
Teri yaadein mein rahoon, tere khwaabon mein jagoon
Mujhe dhoonde jab koi, teri aankhon mein miloon
Jo bhi saansein main bharoon, unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta, usse tere sang chaloon
Dil ibaadat, kar raha hai, dhadkane meri sun
Tujhko main kar loon haasil lagi hai yahi dhun
(Na na nana naa na na na naa na naa, na na na) * 2
Keyword: dil ibadat kar raha hai dhadkane meri sun song, dil ibadat kar raha hai dhadkane meri sun song video, dil ibadat kar raha hai dhadkane meri sun lyrics, dil ibadat kar raha hai song, dil ibadat kar raha hai kk songs, dil ibadat kar raha hai tum mile movie song, dil ibadat kar raha hai emraan hashmi song, dil ibadat kar raha hai video song emraan hashmi, dil ibadat kar raha hai full song slow and reverb, tum mile movie songs, tum mile emraan hashmi movie