Muku Khana Nahi Kha Raha 😢 | Apne Haathon Se Khilane Ki Koshish ❤️
Ayan Pets
0:00 / 0:00
Muku Khana Nahi Kha Raha 😢 | Apne Haathon Se Khilane Ki Koshish ❤️
4 просмотра · 8 ч назад
Ayan Pets
64 подписчика
4 просмотра · 8 ч назад
Aaj hamara Muku bilkul theek mood mein nahi tha. 😢🐕 Woh khana nahi kha raha tha, is liye maine usay apne haathon se khilane ki koshish ki. Lekin Muku baar baar munh pher leta tha aur sirf 1–2 botiyaan hi kha raha tha. 💔
Muku ko is tarah khana na khate dekh kar mujhe bohat fikar ho rahi hai. Aakhir Muku ko kya hua hai? Woh khana kyun nahi kha raha? ❤️🐾
Video ko aakhir tak dekhein aur hamare Muku ke liye apni duaein aur achhe mashware comments mein zaroor dein.
Ayan Pets ko Subscribe karein aur hamare pyare pets ki daily life dekhne ke liye channel ke saath jude rahein! ❤️
#AyanPets #Muku #GermanShepherd #PetVlog #DogLovers #DogCare #Pakistan