Grenaro S12 Charging Issue Fixed? 😳 | Full Information
light Tech MR
0:00 / 0:00
Grenaro S12 Charging Issue Fixed? 😳 | Full Information
537 просмотров · 1 месяц назад
light Tech MR
91 подписчик
537 просмотров · 1 месяц назад
Grenaro S12 ki Charging Light kuch der baad band ho jati hai? 🤔 Kya ye normal hai ya mic mein koi problem hai?
🎙️ Granero S12 Wireless Mic – Links 👇
🔹 Single Mic → https://fktr.in/9Sjzpda
🔹 Dual Mic (2 Mic Pack) → https://fktr.in/XzNafO4
🍎 iPhone + Type-C → https://fktr.in/eg7KZ1a
👉 Price & Details Check Karein
Agar aapke Grenaro S12 mic mein bhi charging ke kuch der baad battery ka red charging symbol band ho jata hai, to ye video aapke liye important hai.
Is video mein maine is problem ka actual answer jaanne ke liye Grenaro ki team se directly baat ki hai. Unhone is charging light ko lekar kya bataya, light band hone ke baad mic charge hota hai ya nahi, aur S12 ko charge karne ka sahi tarika kya hai—sab kuch simple way mein explain kiya hai.
Is video mein aap jaanenge:
🔴 Charging light kuch der baad kyu band hoti hai?
🔋 Light band hone ke baad bhi mic charge hota hai ya nahi?
⚡ S12 ko full charge hone mein kitna time lagta hai?
🔌 Kitne watt ka charger use karna better hai?
💯 Full charge hone ka koi indicator hai ya nahi?
🚨 Low battery hone par kaunsi light blink hoti hai?
📞 Problem aane par Grenaro customer support se kaise contact karein?
Aur sabse important—maine Grenaro se specifically ye bhi poocha tha ki charging light band hone wali problem ka koi solution hai ya nahi.
Agar aapke Grenaro S12 mein bhi ye problem aa rahi hai, to video ko end tak zaroor dekho. Shayad aap jis cheez ko mic ki problem samajh rahe hain, wo actually normal behavior ho. 👀
Aapke Grenaro S12 mein koi aur problem aa rahi hai?
👇 Comment mein zaroor batao.
#GrenaroS12 #Grenaro #WirelessMic #GrenaroS12Problem #ChargingProblem #Microphone