Dhaba Style Fry Dal 😍🔥 | Restaurant Jaisi Mazedaar Dal Recipe | Pakistani Dhaba Special
Zaikooo Ka Safar
0:00 / 0:00
Dhaba Style Fry Dal 😍🔥 | Restaurant Jaisi Mazedaar Dal Recipe | Pakistani Dhaba Special
167 просмотров · 9 дн. назад
Zaikooo Ka Safar
149 подписчиков
167 просмотров · 9 дн. назад
Assalam o Alaikum everyone! ❤️🌸
Aaj main aapke liye lekar aayi hoon bohat hi mazedaar aur chatpati Dhaba Style Fry Dal! 🍲🔥 Desi masalon ka zabardast flavor aur delicious tadkay wali yeh dal ghar par banayein aur dhabay jaisa taste enjoy karein! 😋
Garma garam roti, naan ya chawal ke saath yeh dal bohat hi lajawab lagti hai. Agar aapko simple, budget friendly aur tasty desi khanay pasand hain, toh yeh recipe zaroor try karein! ❤️
Video pasand aaye toh LIKE 👍 karein, COMMENT 💬 mein apni rai batayein aur mere YouTube channel ko SUBSCRIBE 🔔 zaroor karein! Mazeed delicious recipes ke liye bell icon press karna na bhoolain. 🥰
Aapka pyaar aur support mere liye bohat important hai. ❤️
#DhabaStyleFryDal #FryDal #DalRecipe #DhabaStyleDal #PakistaniFood #DesiFood #DalTadka #RestaurantStyleDal #EasyRecipes #GharKaKhana #PakistaniRecipes #VegetarianRecipes #FoodLovers #Cooking