Orphan Center Se Lya Gya Bacha Hi Maa Baap Ka Sahara Ban Gya | Family Drama |
Family Network Tv
0:00 / 0:00
Orphan Center Se Lya Gya Bacha Hi Maa Baap Ka Sahara Ban Gya | Family Drama |
1 834 просмотра · 3 недели назад
Family Network Tv
760 подписчиков
1 834 просмотра · 3 недели назад
Ek aisi dil ko chhoo lene wali kahani jahan khoon ka rishta nahi, balkay mohabbat ka rishta sabit hota hai. Fhad aur Hina ne ek chhote se yateem bachay Salman ko apna kar usay apni duniya bana liya. Salman ne bachpan se unhein apne asli maa baap samjha, unki khushi ke liye sab kuch qurban karta raha.
Lekin waqt badla… jab apni aulaad aayi to Salman dheere dheere apno ke darmiyan paraya mehsoos karne laga. Jis ghar ko usne apna samjha, wahi ghar uske liye ajnabi ban gaya.
Magar waqt ne sab ko sabak sikha diya. Jab asal beta door ho gaya, tab wahi le palak beta wapas aaya aur apne budhape ke maa baap ka sahara ban gaya.
Yeh kahani hai mohabbat, qurbani, maafi aur is haqeeqat ki ke rishtay sirf khoon se nahi, dil se bante hain.
❤️ Heart Touching Family Story
❤️ Emotional Pakistani Drama
❤️ Moral Story About Parents & Love
#HeartTouchingStory #FamilyDrama #EmotionalStory #ParentsLove #AdoptedSon #MaaBaapKiMohabbat #pakistanidrama #orphan #yateemkhana #UrduStory #MoralStory