Перейти к содержимому

Rani ki Chhatri Ballabhagarh | Faridabad ka Hidden Mahal | 200 Saal Purana Itihaas

UP84 Saurabh Vlog

0:00 / 0:00

Rani ki Chhatri Ballabhagarh | Faridabad ka Hidden Mahal | 200 Saal Purana Itihaas

109 просмотров · 7 дн. назад
UP84 Saurabh Vlog
16 подписчиков
109 просмотров · 7 дн. назад
Faridabad ka Hidden Mahal - Rani ki Chhatri Ballabhagarh 😀 Dosto Aaj ke es vlog me main aapko lekar aaya hun, Faridabad ke Ballabhagarh me chhupi ek hidden Hermitage Jagah par - Rani ki Chhatri Iska isihas kya hai ? ye chhatri 19th century me Ballabhagarh ke Raja Anirudh Singh ki vidhwa Rani ne apne pati ki yaad me banwai thi. Isko Rani ki Chhatri or Shahi Talab bhi kahate hain . Iske andar ek chhatri aur ek bahut bada Talab hai. Isme Islamic arch , Braj style ke Jharokhe aur onion dome hai. ab Haryana Government ne ise State Protected Monument renovation ka kaam chal raha hai. Location: Rani ki Chhatri, Ballabhagarh Faridabad , Haryana - Government Hospital ke Andar Entry : Free agar aapko Faridabad ka itihas aur hidden places dekhna pasand hai to video ko like aur Share Zaroor karen. Chanel ko Subscribe kare @up84saurabhvlog #ranikichhatri #ballabgargh #faridabad