Перейти к содержимому

Yahan Ki Khubsurti Dekh Ke Mere To Hosh Urr Gaye 😱 | Saudi Arabia Vlog

“Kamal’s Focus

0:00 / 0:00

Yahan Ki Khubsurti Dekh Ke Mere To Hosh Urr Gaye 😱 | Saudi Arabia Vlog

83 просмотра · 6 дней назад
“Kamal’s Focus
69 подписчиков
83 просмотра · 6 дней назад
Yahan Ki Khubsurti Dekh Ke Mere To Hosh Urr Gaye 😱 | Saudi Arabia Vlog #SaudiArabia #SaudiArabiaVlog #SaudiVlog #RiyadhVlog #KamalFocus #SupermarketVlog #FruitMarket #VegetableMarket #FruitsAndVegetables #SaudiMarket #DailyVlog #SupermarketShopping #FruitDisplay #SaudiLife #pakistanvlogger Assalam o Alaikum dosto! ❤️ Aaj ki video mein main aap ko Saudi Arabia ke ek aise supermarket ki sair karwaunga jahan phal aur sabziyon ko itne khoobsurat aur design-dar tareeqe se sajaya gaya hai ke dekh kar mere to hosh urr gaye! 😍 Aaj main aap ko rates nahi bataunga, balkay dikhauga ke kis tarah mukhtalif phal aur sabziyan khoobsurati se arrange ki gayi hain. Yahan ki decoration aur fruits ki setting dekh kar aap bhi hairan reh jayenge. Video ko end tak zaroor dekhein, aur agar aap ko meri video pasand aaye to Like karein, Comment karein aur mere channel Kamal Focus ko Subscribe karna na bhoolen. Aap ko yahan ki fruits aur vegetables ki setting kaisi lagi? Comment mein zaroor batayein! Shukriya dosto! ❤️ #SaudiArabia #SaudiVlog #KamalFocus