Перейти к содержимому

नए डेयरी फार्म के लिए भैंस खरीदे या कटड़ी || Real calculation

हमारा पशुधन

0:00 / 0:00

नए डेयरी फार्म के लिए भैंस खरीदे या कटड़ी || Real calculation

20 411 просмотров · 1 день назад
हमारा पशुधन
366 тыс. подписчиков
20 411 просмотров · 1 день назад
नए डेयरी फार्म के लिए भैंस खरीदे या कटड़ी || Real calculation Naye Dairy Farm ke liye Bhens kharide ya Katdi/Paadi? || Real Calculation & Full Expense Details Namaskar Dosto! Aaj ke is video mein humne Dairy Farming ka ek bahut hi important topic cover kiya hai.  Kya aapko naye dairy farm ke liye ek ready bhens (Buffalo) kharidni chahiye ya katdi/paadi ko bada karke tayar karna chahiye?  Is video mein humne bilkul real calculation karke bataya hai ki ek katdi/paadi ko bada karke baccha dene tak lagbhag ₹1.23 Lakh ka kharch aata hai—jitne mein ek acchi doodh dene wali bhens aa jaati hai!  Is video mein aap jaanenge: • Katdi/Paadi ko bada karne mein kul kitna kharch hota hai (Real Cost Calculation) • Bhens kharidne ke fayde aur nuksan (Pros & Cons of Buying Buffalo) • Katdi paalne ke faayde aur nuksan • Naye dairy farmers ko kya karna chahiye? Video ko poora dekhein taaki aap apne dairy business mein hone wale bade nuksan se bach sakein aur sahi decision le sakein! Channel ko Subscribe karna na bhulein aur video ko like & share zaroor karein! #DairyFarming #BuffaloVsHeifer #DairyBusiness #MurrahBuffalo #DairyFarmTips #KatdiVsBhens #DairyCalculation