"Dukan Ki Shopping 🛍️ 🛒 | Ghar Vapis 🥳 | Behen ko Diya Suprise Gift 🎁"
Omkar Uttarwar Vlogs
0:00 / 0:00
"Dukan Ki Shopping 🛍️ 🛒 | Ghar Vapis 🥳 | Behen ko Diya Suprise Gift 🎁"
127 просмотров · 2 нед. назад
Omkar Uttarwar Vlogs
421 подписчик
127 просмотров · 2 нед. назад
Hello Guy's 👋
To Guy's aaj vo din finally aa hi gaya ki me orr ek bar apne ghar vapas ja saku 🥳.
Iss vlog me me orr papa gai the dukan ki kharedi karne ke liye 🛍️😄. Orr iss bar meri room thi karke papa pichali rat ko hi aa gai the jis din me garba khelne gaya tha tab
Iss liye agle din ham subhe jaldi hi room par se chale gai the kharedi karne ke liye .Normally hame har bar 1 baje market me pohochate hae lekin iss bar 11:30 ko hi pohoch gai the 😄.
Firr din bhar kharedi ki ,aalag aalag chize li Orr agar apko kuch pasand aaya hoga to shop pe jarur visit karna 😁.
Orr finally ham nikal gai warora le liye 🥳.
Ghar Jake sabhi se mila, mast bate ki, nai nai bate pata chali, hashi maja hua 😄. Firr behen ko gift diya orr vo usee bohot hi jada pasand aaya 🤩😄.Iss din mummy ne mere pasand ka khana bhi banaya tha 🤤.
"Challo Guy's Milte Hai Ek Agle Vlog Me 🎥🙏"
"I hope apko ye vlog pasand aaya hoga ☺. "
"Like ❤, Comment💬 & Share More 👉"
"Follow my Instagram Account :- https://www.instagram.com/omkaruttarw..."
Orr Subscribe Now ......(Jaldi 1k karne hae 😁)
"🙏 Thank You All 🙏"
#nagpurvlog #shoppingvlog #backtohome #giftforsister #familyvlog #enjoy #indiavlogger