Перейти к содержимому

Aik Khak Nasheen Talib-e-Deedar Hai Aaqa |New Heart Touching Naat 2026 | Usman Jami

Usman Jami Official

0:00 / 0:00

Aik Khak Nasheen Talib-e-Deedar Hai Aaqa |New Heart Touching Naat 2026 | Usman Jami

6 853 просмотра · 3 недели назад
Usman Jami Official
344 подписчика
6 853 просмотра · 3 недели назад
ظلمت ہے بہت، روشنی درکار ہے آقا اک خاک نشیں طالبِ دیدار ہے آقا ﷺ یہ خوبصورت اور پُرسوز نعتِ رسول ﷺ محبتِ رسول ﷺ، طیبہ کی حاضری کی تڑپ اور دل کی کیفیت کو بیان کرتی ہے۔ اگر یہ نعت آپ کے دل کو چھو جائے تو ویڈیو کو Like کریں، اپنے عزیزوں کے ساتھ Share کریں اور چینل کو Subscribe ضرور کریں۔ ❤️ اللہ تعالیٰ ہمیں سچی محبتِ رسول ﷺ عطا فرمائے اور بار بار مدینہ منورہ کی حاضری نصیب فرمائے۔ آمین 🤲 Naat Khuwan: Hafiz Usman Jami Lyrics:UBAID-UR-RAHMAN-HASHMI Audio: HA (Hassan Azizi) Video: Abu Muawiya 📌 Channel: Usman Jami Official 🌹 #Naat #Naat2026 #UsmanJami #NewNaat #EmotionalNaat #UrduNaat #NaatSharif #IslamicVideo #Madina #IshqERasool #Muhammadﷺ Zulmat Hai Bohat Roshni Darkar Hai Aaqa Aik Khak Nasheen Talib-e-Deedar Hai Aaqa Dar Dar Ka Main Thukraya Hua Hoon, Mere Sarwar Mera Na Koi Shehar Na Ghar Baar Hai Aaqa Ukhri Hui Saanson Se Dhuan Uthta Hai, Jaise Seene Mein Sulagta Hua Angaar Hai Aaqa Main Kis Ko Dikhata Phiroon Paaon Ke Yeh Chaale Hamraaz Nahi Koi Na Ghamkhwaar Hai Aaqa Sarkar Woh Haalat Hai Ke Kuch Haal Nahi Hai Sach Yeh Hai Ke Dil Khud Se Hi Bezaar Hai Aaqa Ab Tak Na Mayassar Hui Taiba Ki Gadaai Main Sochta Hoon Zindagi Bekaar Hai Aaqa Chupke Se Chhupa Dijiye Kambli Mein Mujhe Bhi Jo Zer-e-Falak Matla-e-Anwaar Hai Aaqa